Shayari on Rail Gadi
Zindgi ek rail gadi hai, kabhi naa rukne wali Har rah par milte hain musafir, naa rukne ke liye Kabhi kabhi thoda ka saath dekar yeh kafilaa aksar Kisi anjaan rah par chor dete , naa rukne ke liye
Zindgi ek rail gadi hai, kabhi naa rukne wali Har rah par milte hain musafir, naa rukne ke liye Kabhi kabhi thoda ka saath dekar yeh kafilaa aksar Kisi anjaan rah par chor dete , naa rukne ke liye
By admin • Hindi Shayari • 0
Zindagi Mein Kabhi Kabhi Aesa Bhi Hota Hai.. Kuchh Sach Tay Karna Mushkil Hota Hai Ikk Jhooth Jo Muskaan Lata Hai Chehre Pe Ya Who Ikk Sach Jo Aankhon Mein Pani Lata Hai!
By admin • Hindi Shayari • 0
Tu Yaad Kare Na Kare Teri Khushi Hum To Tujhe Yaad Karte Rehte Hain Tujhe Dekhne Ko Dil Tarsata Hai Hum To Intezar Karte Rehte Hai
By admin • Hindi Shayari • 0
Dil ki awaz koi pehchanta nahi, Kisko kya dard hai koi janta nahi, Hum bhi nahi chahte aapko pareshan karna, Magar kya kare.. dil hai ki manta nahi
By admin • Hindi Shayari • 0
Hum wo nahi jo matlab se yaad karte hai, Hum wo hai jo dil se pyar karte hai, Tumhara paigam aye na aye, Par hum har ghadi intezar karte hai
By admin • Hindi Shayari • 0
Dil me tamannaon ko dabana seekh liya, Gam ko ankhon me chhipana seekh liya, Mere chahre se kahin koi baat zaahir na ho, Daba ke hothon ko hamne muskrana seekh liya
By admin • Hindi Shayari • 0
Astat khoob sunder dishyala pan tu majhi aasta aahe mi tula prem karto, vishwas thev majha var kashyala vichar karte tu samaajhacha
By admin • Marathi Shayari • 2
Ae mere hamnasheen chal aur kahin Is chaman ab apna gujara nahin Baat hoti gulon tak to seh lete hum ab to kanto pe bhi haq hamara nahin.. ` Jo Lada Tha Sipaahiyon Ki Tarah Aisa Bharat Mein Koi Baadshah Na Hua Rooh To Ho gayi Thi Tann Se Judaa Haath Talwaar Se Judaa Na […]
By admin • Patriotic Shayari • 0
Adhikar milte nahi liye jate hain Aajad hain magar gulami kiye jate hain Vandan karo un senaniyon ko Jo maut ko aanchal mein jiye jate hain
By admin • Patriotic Shayari • 0
Hindi SMS Ghazals
Wohi Gardashain Wohi Paich-O-Kham Tere Baad Bhi, Wohi Houslay Mere Dum Ba Dum Tere Baad Bhi, Tere Sath Thi Teri Jafa Mujhay Moatabar, Tere Saaray Gham Mujhay Mohtaram Tere Baad Bhi, Mere Sath He Meri Har Khushi Teri Muntazir, Teri Muntazir Meri Chasham-E-Namm Tere Baad Bhi, Tu Kisi K Qalab-O-Arzoo Mein Dhal Gaya, Main Na […]
More
By admin • Hindi Ghazals • 0