Shayari on Child Labour
Haath mein usko kalam ka aana achchha lagta hai, usko bhi school ko jaana achchha lagta hai. bada kar diya ghardish ne waqt se pehle warna, sar pe kisko bojh uthana achchha lagta hai
Haath mein usko kalam ka aana achchha lagta hai, usko bhi school ko jaana achchha lagta hai. bada kar diya ghardish ne waqt se pehle warna, sar pe kisko bojh uthana achchha lagta hai
By admin • Hindi Poems • 1
Dil ki awaz koi pehchanta nahi, Kisko kya dard hai koi janta nahi, Hum bhi nahi chahte aapko pareshan karna, Magar kya kare.. dil hai ki manta nahi
By admin • Hindi Shayari • 0
Tu Yaad Kare Na Kare Teri Khushi Hum To Tujhe Yaad Karte Rehte Hain Tujhe Dekhne Ko Dil Tarsata Hai Hum To Intezar Karte Rehte Hai
By admin • Hindi Shayari • 0
Zindagi Mein Kabhi Kabhi Aesa Bhi Hota Hai.. Kuchh Sach Tay Karna Mushkil Hota Hai Ikk Jhooth Jo Muskaan Lata Hai Chehre Pe Ya Who Ikk Sach Jo Aankhon Mein Pani Lata Hai!
By admin • Hindi Shayari • 0
Kuch log peete hain gam bhoolane ko kuch log peete hain koi aur gam bhoolaane ko . par ai dost ye kya hum to mahoal na milane ke gam mein peete hain ..
By admin • Sharabi Shayari • 0
Khushiyo Se Naraz Hai Meri Zindagi, Pyar Ki Mohtaz Hai Meri Zindagi, Hans Leta Hoo Logo Ko Dikhane Ke Liye, Warna Dard Ki Kitaab Hai Meri Zindagi
By admin • Sharabi Shayari • 0
Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya, Gam Ka Andar Aane Ka Raasta Band Ho Gaya Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Chhu Liya, Uska Naam Hamesha Ke Liye Bhool Gaya
By admin • Sharabi Shayari • 0
Ek Jahan Maanga Tha Jisme Bahot Saara Pyar Mile, Magar De Diya Mehkhana Jahan Bahot Saari Sharab Thi Ek Kandha Maanga Tha Jiska Mujhe Sahara Mile, Magar De Di Zindagi Jahan Duniya Bhar Ki Tanhai Thi
By admin • Sharabi Shayari • 0
Adhikar milte nahi liye jate hain Aajad hain magar gulami kiye jate hain Vandan karo un senaniyon ko Jo maut ko aanchal mein jiye jate hain
By admin • Patriotic Shayari • 0
Meri Zindagi To Firaaq Hai
Meri Zindagi to Firaaq hai, Wo Azal se Dil k Makeen Sahi Wo Nigah-e-Shoq se Door hon, Rag-e-Jaan se laakh Qareen Sahi Hamein Jaan deni hai ek din, wo kisi tarah wo Kahein Sahi Hamein Aap khinchey Daar per. Jo nahi koi to Hum hi Sahi Sar-e-Toor ho, Sar-e-Hashar ho, Hamein Intizaar Qabool hai Wo […]
More
By admin • Hindi Ghazals • 0